Jigar Ki Garmi Kya Hai? Dr. Usman Nadeem Ne Kholi Asal Haqeeqat – Liver Heat Explained

Pakistan aur South Asia ke ilaqon mai “jigar ki garmi” ka lafz bohat mashhoor hai. Log jab bhi thakan, chakkar, munh ka sukhna, ya mooh ke chhale feel karte hain to foran kehte hain, “jigar ki garmi ho gayi hai!” Lekin kya ye asal mai koi medical term hai?

Dr. Usman Nadeem, jo ek mashhoor liver specialist hain, kehte hain ke “liver heat” koi official medical diagnosis nahi hai — m
... See More

💬