Chatkhary Daar Mutton Boti Recipe – Desi Zaiqa Jo Har Dil Jeet Le

Chatkhary daar mutton boti ek aisi lazeez desi dish hai jo har Pakistani khanay ke shaukeen ko bohat pasand hoti hai. Jab baat ho spicy, juicy aur full masalay daar gosht ki, to mutton boti ka naam khud ba khud zaban par aa jata hai. Is dish ka taste itna zabardast hota hai ke aik dafa khanay ke baad dil karta hai dobara zaroor banaya jaye. Ghar ho ya dawat, chatkhary daar mutton boti har mauqay p ... See More

💬